Bombay..1950.

Bombay..1950.

ai dil hai mushakil jeena yahaan
zara hat ke, zara bach ke
ye hai bambai meri jaan
.
kahin "building", kahin traame, kahin "motor", kahin "mill"
milata hai yahaan sab kuchh, ik milata nahin dil
insaaf ka nahin, kahin naam-o-nishaan
.
kahin satta, kahin patta, kahin chori, kahin res,
kahin daaka, kahin phaanka, kahin thokar, kahin thes
bekaaro ke hain, kai kaam yahaan
.
beghar ko aavaara yahaan kehate hans hans
khud kaate gale sab ke, kahe is ko "business"
ik cheez ke hain kai naam yahaan

Comments

Popular posts from this blog

'శారద నీరదేందు ఘనసార పటీర మరాళ మల్లికా"పోతన గారి భాగవత పద్యం.!

గజేంద్ర మోక్షం పద్యాలు.

యత్ర నార్యస్తు పూజ్యంతే- రమంతే తత్ర దేవతాః!