Baiju Bawra Movie || Akeli Mat Jaiyo Radhe Jamuna Ke Tir Video Song || E...

Md.Rafi ;--

-
The most versatile singer India has ever produced, sang each song with such distinction, that left the listeners spellbound. The effortless transition across the entire range without any strand of strain, flawless emoting made him the king of playback singing... No doubt his humility, unassuming attitude, soft spoken nature, and reverence for mankind produced such a voice which came direct from heart... It's true that music is about emotion and not only technicalities, and he was master of both>
--

Lyrics of Akeli Mat Jaiyo Radhe Jamuna Ke Tir (Tu Ganga Ki Mauj, Mai Jamuna Ka Dhara) - अकेली मत जइयो राधे जमुना के तीर
akeli mat jaiyo radhe jamuna ke tir
o ji o
tu ganga ki mauj, mai jamuna ka dhara
tu ganga ki mauj, mai jamuna ka dhara
ho rahega milan yeh hamara 
ho hamara tumhara rahega milan
yeh hamara tumhara

agar tu hain sagar toh majhdhar mai hu, majhdhar mai hu
tere dil ki kashti ka patwar mai hu, patwar mai hu
chalegi akele na tumse yeh naiyya, na tumse yeh naiyya
milegi na manjil tumhe bin khewaiya, tumhe bin khewaiya
chale aao ji
chale aao ji, chale aao maujo kaa lekar sahara
ho rahega milan yeh hamara tumhara 

bhala kaise tutenge bandhan yeh dil ke, bandhan yeh dil ke
bichhadati nahi mauj se mauj mil ke, mauj mil ke
chhupoge bhanwar me toh chhupne na denge, toh chhupne na denge
dubo denge naiyya tumhe dhundh lenge, tumhe dhundh lenge
banayenge ham
banayenge ham, banayenge tufan ko ek din kinara
ho rahega milan yeh hamara tumhara 
tu ganga ki mauj, mai jamuna ka dhara
tu ganga ki mauj, mai jamuna ka dhara
ho rahega milan yeh hamara 
ho hamara tumhara rahega milan
yeh hamara tumhara

tu ganga ki mauj, mai jamuna ka dhara
ho rahega milan yeh hamara 
ho hamara tumhara rahega milan
yeh hamara tumhara
tu ganga ki mauj, mai jamuna ka dhara
tu ganga ki mauj, mai jamuna ka dhara
ho rahega milan yeh hamara tumhar

Comments

Popular posts from this blog

'శారద నీరదేందు ఘనసార పటీర మరాళ మల్లికా"పోతన గారి భాగవత పద్యం.!

గజేంద్ర మోక్షం పద్యాలు.

యత్ర నార్యస్తు పూజ్యంతే- రమంతే తత్ర దేవతాః!